Bank Ki Qabza Ki Huyi Gaadi Kharidna

Bank Ki Qabza Ki Huyi Gaadi Kharidna 1502

 

Agar Kisi Ne Bank Ke Zariye Gaadi Kharidi, Fir Woh Gareeb Ho Jaata Hai, Bank Ki Raqam Adaa Nahin Kar Sakta, To Bank Gaadi Us Se Zabt Kar Leti Hai, Aur Jo Raqam Adaa Nahin Huyi Utne Me Bech Deti Hai, Kya Is Tarah ‘Bank Ki Qabza Ki Huyi Gaadi Kharidna‘ Jaiz Hai?

Makaanat Me Bhi Is Qism Ka Muamala Hota Hai, Aise Makaan Kharidna Jaiz Hai?

 

jawab:  حامدا و مصلیا و مسلما

Bank Ki Qabza Ki Huyi Gaadi Kharidna“: Agar Benk Ka Yeh Tasarruf (Ikhtiyar) Hukoomat Ki Tayeed Aur Tauseeq (Ijazat) Se Hai, To Kharidne Ki Wajah Se Milkiyat Saabit Hogi, Lekin Is Qisam Ki Kharidi Se Aehtiyat Baratni Chahiye.

 

Bank Ki Qabza Ki Huyi Gaadi Kharidna

mahmoodul Fatawa 5/411

و الله اعلم بالصواب

Islami Tareekh :21 Muharramul Haraam1440 Hijri.

mufti Imran Ismail Memon Hanafi Chisti.

Ustaad E Daarul Uloom Rampura Surat, Gujarat, India.

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *